SONG: Ae Dil Kise Sunau Ye Dukh Bhara Fasana - ऐ दिल किसे सुनाऊँ ये दुख भरा फ़साना

Ae Dil Kise Sunau Ye Dukh Bhara Fasana - ऐ दिल किसे सुनाऊँ ये दुख भरा फ़साना

LYRICS:
ae dil kise sunau ye dukh bhara fasana ae dil kise sunau ye dukh bhara fasana roti rahi mohabbat hansta raha zamana ae dil kise sunau ye dukh bhara fasana jis din se wo khafa hai taqdeer bhi khafa hai jis din se wo khafa hai taqdeer bhi khafa hai taqdeer bhi khafa hai kitna badal gaya hai mere liye zamana kitna badal gaya hai mere liye zamana roti rahi mohabbat hansta raha zamana ae dil kise sunau ye dukh bhara fasana ro ro ke kah rahi hai unse meri mohabbat ro ro ke kah rahi hai unse meri mohabbat unse meri mohabbat duniya badal gayi hai tu bhi badal na jana duniya badal gayi hai tu bhi badal na jana roti rahi mohabbat hansta raha zamana ae dil kise sunau ye dukh bhara fasana