SONG: Ae Chand Sitaro Rato Ke Saharo - ए चाँद सितारे रातों के सहारों, दुनिया ए मोहब्बत को

Ae Chand Sitaro Rato Ke Saharo - ए चाँद सितारे रातों के सहारों, दुनिया ए मोहब्बत को

LYRICS:
aye chand sitaro rato ke saharo, duniya aye mohabbat ko ye paigam suna do, aye chand sitaro gujre huye lamho ko na pukaro, aye chand aye chand sitaro rato ke saharo, duniya aye mohabbat ko ye paigam suna do, aye chand sitaro marne pe jo kabu nahi, jine pe hai majbur sunte hai mohabbat ki, ye duniya ka hai dastur dukh dardo ki rato ko bhi, hans hans ke gujaro aye chand sitaro dil dub gaya hai, kabhi aasu jo piye hai dam aaho se ghutta hai, magar hotho ko siye hai jina hai jo mar mar ke, to himmat to na haro chand sitaro, aye chand sitaro rato ke saharo