SONG: Ae Chaman Bata Kyu Hansta Hai - ऐ चमन बता क्यों हँसता है

Ae Chaman Bata Kyu Hansta Hai - ऐ चमन बता क्यों हँसता है

LYRICS:
ae chaman bata kyu hansta hai ae chaman bata kyu hansta hai kaliya murjhaane waali hai bewafa bahaare aai hai bewafa bahaare aai hai aur ye bhi jaane waali hai kuch mast hawayein bhi laai aanchal me bhar ke raag naye kuch mast hawayein bhi laai aanchal me bhar ke raag naye lekin chhu kar dil se boli lekin chhu kar dil se boli hum soz sunane waale hai is lute hue pagal dil ka tha maan bacha kuch aankho me is lute hue pagal dil ka tha maan bacha kuch aankho me o duniywaale haso haso o duniywaale haso haso ye ashk lutaane waale hai tufaan na aa tu manjil se ruswa hoga sharmida bhi tufaan na aa tu manjil se ruswa hoga sharmida bhi hum mast diwaano ki raahe hum mast diwaano ki raahe ab khaak udaane waali hai