SONG: Ae Bharat Ke Logo Santo Ke Dharshan Kar Lo - ऐ भारत के लोगो संतो के दर्शन कर लो

Ae Bharat Ke Logo Santo Ke Dharshan Kar Lo - ऐ भारत के लोगो संतो के दर्शन कर लो

LYRICS:
sampuran sant darshanam sampuran sant darshanam sampuran sant darshanam aye bharat ke logo santo ke darshan kar lo re inke charno ke jal se inke charno ke jal se jiwan ka bartan bhar lo re aye bharat ke logo santo ke darshan kar lo re ye sant bade upkari ye jan jan ke hitkari inki mahima hai nyari bhagwan bhi hai aabhari jo man chahe phal chaho tum inka nam sumar lo re aye bharat ke logo santo ke darshan kar lo re koi nana rup banaye koi rakh babhut lagaye koi jata juth badhwaye koi sare kesh mundaye jis rup me bhi mil jaye tum charan dhup sir dhar lo re aye bharat ke logo santo ke darshan kar lo re santo ki bhakti ka phal to janam janam na tute in charno me dam tute to janam maran sab chute santo ki sewa karke bhav sagar par utar lo re aye bharat ke logo santo ke darshan kar lo re inke charno ke jal seinke charno ke jal se jiwan ka bartan bhar lo re aye bharat ke logo santo ke darshan kar lo re