SONG: Ae Bewafa Ye To Bata Kya Hai Meri Khata - अ बेवफा ये तो बता क्या है मेरी खता

Ae Bewafa Ye To Bata Kya Hai Meri Khata - अ बेवफा ये तो बता क्या है मेरी खता

LYRICS:
aye bewafa aye bewafa ye to bata kya hai meri khata, aye bewafa dil ka khajana tune na jana, chhod jamana tere hi liye tute hai sare sapne hamare, yu besahare koi kya jiye kyu kar diya beasra, ye to bata kya hai meri khata aye bewafa najre milake ulfat jatake, apna banake daga kyu diya najre milake ulfat jatake, apna banake daga kyu diya banke paraya mujhko bhulaya, dil ko jalaya ye kya hai kiya kis bat ka badla liya, ye to bata kya hai meri khata aye bewafa tere liye hum tadpenge har dum, dil me tera gum rahega sanam tere liye hum tadpenge har dum, dil me tera gum rahega sanam darti nigahe dekhengi rahe, bhar bhar ke aahe sahenge gum jo kuch kiya acha kiya, ye to bata kya hai meri khata aye bewafa