SONG: Ae Baadshah E Aali - ऐ बादशाह है अली

Ae Baadshah E Aali - ऐ बादशाह है अली

LYRICS:
ae baadshah hai ali ae baadshah hai ali ae do jahan ke maalik ae do jahan ke maalik ae baadshah hai ali ae baadshah hai ali kahta hai ek swwali jholi badha ke khali kahta hai ek swwali jholi badha ke khali mushkil khusaay aalam mushkil mein kaam aana bigadi banane wale bigadi banane wale bigadi meri banana bigadi meri banana ae baadshah hai ali ae baadshah hai ali sun meri shikayat choti si ek shikayat sun meri shikayat choti si ek shikayat hai kaisi ye qyaamat mujh par nahi inaayat kya meri jindagi hai ye kaisi bandagi hai kya meri jindagi hai ye kaisi bandagi hai majboor benava ho ik dard laajawaan ho main gham bhari sada hun manzil se main juda hun na kaame aarzoo ko apkani aap karte zarre ko raushani de zarre ko raushani de aur aap kya gujarte aur aap kya gujarte ae baadshah hai ali ae baadshah hai ali ae do jahan ke maalik ae do jahan ke maalik ae baadshah hai ali ae baadshah hai ali