SONG: Ae Aankh Ab Na Rona Rona To Umr Bhar Hai - ऐ आँख अब ना रोना रोना तो उम्र भर हैं

Ae Aankh Ab Na Rona Rona To Umr Bhar Hai - ऐ आँख अब ना रोना रोना तो उम्र भर हैं

LYRICS:
ae aankh ab na rona, rona to umar bhar hai pee jaye aansuo ko bas wo jigar jigar hai bas wo jigar jigar hai ae aankh ab na rona, rona to umar bhar hai bedard zamana ya bedard meri kismat milkar bhi mil na paye, ummed pe gujar hai ummed pe gujar hai ae aankh ab na rona, rona to umar bhar hai aankho me aa ke thahro ya dil me aa ke thahro ye bhi tumhara ghar hai wo bhi tumhara ghar hai wo bhi tumhara ghar hai ae aankh ab na rona, rona to umar bhar hai hum dil to apna pahle hi tumko de chuke hai hum dil to apna pahle hi tumko de chuke hai ek jaan rah gayi hai to wo bhi ab najar hai to wo bhi ab najar hai ae aankh ab na rona, rona to umar bhar hai