SONG: Adosan Padosan Kahe Jo Kahe, Main To Balma Se Naina Milay Aayi Re - अड़ोसन पड़ोसन कहें जो कहें, मैं तो बलमा से नैना मिलाय आई रे

Adosan Padosan Kahe Jo Kahe, Main To Balma Se Naina Milay Aayi Re - अड़ोसन पड़ोसन कहें जो कहें, मैं तो बलमा से नैना मिलाय आई रे

LYRICS:
adosan padosan kahe jo kahe adosan padosan kahe jo kahe main to balma se naina milay aayi re main to balma se naina milay aayi re adosan padosan kahe jo kahe main to balma se naina milay aayi re main to balma se naina milay aayi re main jo chhup chhup ke galiyo se jane lagi main jo chhup chhup ke galiyo se jane lagi muyi duniya ye ungli uthane lagi muyi duniya ye ungli uthane lagi main bhi chalti rahi aage badhti rahi jake saiya ko apna banaye aayi re main to balma se naina milay aayi re main to balma se naina milay aayi re rokti hi rahi raat barsaat ki rokti hi rahi raat barsaat ki dil me lekin lagan thi mulakat ki dil me lekin lagan thi mulakat ki main fisalti rahi phir sambhalti rahi apne jogi ke darshan main paay aayi re main to balma se naina milay aayi re main to balma se naina milay aayi re teer taano ke duniya ne kya kya kase teer taano ke duniya ne kya kya kase mere manwa me lekin piya the base mere manwa me lekin piya the base teer khati rahi muskurati rahi heer ranjhe se neha lagayi aayi re main to balma se naina milay aayi re main to balma se naina milay aayi re adosan padosan kahe jo kahe main to balma se naina milay aayi re main to balma se naina milay aayi re