SONG: Ada Qaatil Nazar Barq-E-Bala - अदा क़ातिल नज़र बर्क़-ए-बला

Ada Qaatil Nazar Barq-E-Bala - अदा क़ातिल नज़र बर्क़-ए-बला

LYRICS:
ada qaatil nazar barq-e-bala yu bhi hai aur yu bhi bala yu bhi hai aur yu bhi mohabbat karne waalo ki qaza yu bhi hai aur yu bhi qaza yu bhi hai aur yu bhi kabhi chilman utha dena, kabhi chilman gira dena kabhi chilman utha dena, kabhi chilman gira dena kabhi chilman gira dena sitmagar naazanino ki ada yu bhi hai aur yu bhi ada yu bhi hai aur yu bhi hame chaha to kyu chaha, hame bhule to kyu bhule hame chaha to kyu chaha, hame bhule to kyu bhule hame bhule to kyu bhule, hame bhule to kyu bhule haay saza ham kyu na de unki khata yu bhi hai aur yu bhi khata yu bhi hai aur yu bhi khata yu bhi hai aur yu bhi ada qaatil nazar barq-e-bala yu bhi hai yu bhi bala yu bhi hai aur yu bhi