SONG: Ada Jadoo Haseen Qatil - अदा जादू हसीन कातिल

Ada Jadoo Haseen Qatil - अदा जादू हसीन कातिल

LYRICS:
ada jadoo haseem qatil na dekh sharm aa hi jati hai na jaane kyu ishaaron me shararat aa hi jati hai ada jadoo haseem qatil na dekh sharm aa hi jati hai na jaane kyu ishaaron me shararat aa hi jati hai ada jadoo haseem qatil mahki mahki late bikhraau aankho se ras chhalkaau mahki mahki late bikhraau aankho se ras chhalkaau aaj kahti hai ye angdai banke titli kahi udjaai ada jadoo haseem qatil na dekh sharm aa hi jati hai na jaane kyu ishaaron me shararat aa hi jati hai ada jadoo haseem qatil apni sokhi mujhe tadaaye chaal dil par qyaamat dhaaye apni sokhi mujhe tadaaye chaal dil par qyaamat dhaaye roop mera lubhaye mujhko pyar apne se hota jaye ada jadoo haseem qatil na dekh sharm aa hi jati hai na jaane kyu ishaaron me shararat aa hi jati hai ada jadoo haseem qatil na dekh sharm aa hi jati hai na jaane kyu ishaaron me shararat aa hi jati hai ada jadoo haseem qatil