SONG: Achhi Bhi Lagti Hu Sundar Bhi Lagti Hu - अच्छी भी लगती हूँ सुन्दर भी लगती हूँ

Achhi Bhi Lagti Hu Sundar Bhi Lagti Hu - अच्छी भी लगती हूँ सुन्दर भी लगती हूँ

LYRICS:
achhi bhi lagti hu sundar bhi lagti hu achhi bhi lagti hu sundar bhi lagti hu phir bhi hai kyu dur hum aaja re aaja sanam ho aaja re aaja sanam meri nazar me pyar hai teri nazar me hai gila meri nazar me pyar hai teri nazar me hai gila muskura kar tod de berukhi ka silsila achhi bhi lagti hu sundar bhi lagti hu achhi bhi lagti hu sundar bhi lagti hu phir bhi hai kyu dur hum aaja re aaja sanam ho aaja re aaja sanam kanp raha hai najuk badan jhum rahi hai pyasi nazar kanp raha hai najuk badan jhum rahi hai pyasi nazar hosh kuch aise ude hai apni mujhko nahi khabar achhi bhi lagti hu sundar bhi lagti hu achhi bhi lagti hu sundar bhi lagti hu phir bhi hai kyu dur hum aaja re aaja sanam ho aaja re aaja sanam aaja re aaja sanam ho