SONG: Achha Sanam Kar Le Sitam - अच्छा सनम कर ले सितम

Achha Sanam Kar Le Sitam - अच्छा सनम कर ले सितम

LYRICS:
achha sanam kar le sitam, kash na tumse pyar kiya hota hum bhi tumse yuhi ruthe, dil na agar tumhe diya hota achha sanam pyar kiya hai to phir, gam bhi sahna hoga pyar kiya hai to phir, gam bhi sahna hoga kaid hoke tere dil me rahna hoga, ho par yaad rahe is bulbul ko par yaad rahe is bulbul ko, uad jana bhi aata hai achha sanam kar le sitam, kash na tumse pyar kiya hota hum bhi tumse yuhi ruthe, dil na agar tumhe diya hota humne yu lehrake julfo ko bikhraya humne yu lehrake julfo ko bikhraya apne chehre se parda bhi sarkaya, ho par yaad rahe is dilbar ko par yaad rahe is dilbar ko, sharmana bhi aata hai achha sanam kar le sitam, kash na tumse pyar kiya hota hum bhi tumse yuhi ruthe, dil na agar tumhe diya hota achha sanam