SONG: Achha Ji Maaf Kar Do Thoda Insaf Kar Do - अच्छा जी माफ़ कर दो थोड़ा इन्साफ़ कर दो

Achha Ji Maaf Kar Do Thoda Insaf Kar Do - अच्छा जी माफ़ कर दो थोड़ा इन्साफ़ कर दो

LYRICS:
acha ji maf kar do thoda insaf kar do dil par jo teer chalaye unka hisab kar do acha ji maf kar do thoda insaf kar do dil par jo teer chalaye unka hisab kar do jao ji maf kiya hamne insaf kiya is dil ko dil me rakh ke jhagda hi saf kiya jao ji maf kiya hamne insaf kiya is dil ko dil me rakh ke jhagda hi saf kiya acha ji maf kar do teri najar to dil me karke tufan gayi teri najar to dil me karke tufan gayi teri ada hi thahri apni to jan gayi teri ada hi thahri apni to jan gayi acha ji maf kar do thoda insaf kar do dil par jo teer chalaye unka hisab kar do jao ji maf kiya hamne insaf kiya is dil ko dil me rakh ke jhagda hi saf kiya acha ji maf kar do chori se aaye dil me tumne kasur kiya chori se aaye dil me tumne kasur kiya dekha na bhala kyu ji itna garur kiya dekha na bhala kyu ji itna garur kiya acha ji maf kar do thoda insaf kar do dil par jo teer chalaye unka hisab kar do jao ji maf kiya hamne insaf kiya is dil ko dil me rakh ke jhagda hi saf kiya acha ji maf kar do sabse kahunga tune dil bekarar kiya sabse kahunga tune dil bekarar kiya mera hi banke dilbar mujhpe hi war kiya mera hi banke dilbar mujhpe hi war kiya acha ji maf kar do thoda insaf kar do dil par jo teer chalaye unka hisab kar do jao ji maf kiya hamne insaf kiya is dil ko dil me rakh ke jhagda hi saf kiya acha ji maf kar do tune wo chal chaldi jiska hisab nahi tune wo chal chaldi jiska hisab nahi chori or sina jori tera jawab nahi chori or sina jori tera jawab nahi acha ji maf kar do thoda insaf kar do dil par jo teer chalaye unka hisab kar do jao ji maf kiya hamne insaf kiya is dil ko dil me rakh ke jhagda hi saf kiya acha ji maf kar do