SONG: Accha Unhe Dekha Tha Bimar Hui - अच्छा उन्हें देखा था बीमार हुई

Accha Unhe Dekha Tha Bimar Hui - अच्छा उन्हें देखा था बीमार हुई

LYRICS:
accha unhe dekha tha bimar hui aankhe bimaar hui aankhe dil ke huye do tukade, dil ke huye do tukade jab chaar hui aankhe, jab chaar hui aankhe are re re re re jab chaar hui aankhe o ho ho ho ho jab koi aaya dil muskuraya pehali najar me kitana jagaya, kitana jagaya pehali najar me kitana jagaya kis kis ka jaadu ho ho jalwa dikhaya duniya ki najron se duniya ki najaron se guljaar hui aankhe are re re re re jab chaar hui aankhe o ho ho ho ho jalwa dikha ke apna bnake masum banke jaadu jagake, jaadu jagake masum banke jaadu jagake jab jab jiye ho ho ho najre jhuka ke aankho se mohabbat ka aankho se mohabbat ka ikraar hui aankhe ikraar hui aankhe are re re re re jab chaar hui aankhe o ho ho ho ho sara jamana tumko na jana hai kaam dil ka masti lutana, masti lutana hai kaam dil ka masti lutana unki sitam ka mahroom jana mere liye jaani to mere liye jaani to talwaar hui aankhe talwaar hui aankhe are re re re re jab chaar hui aankhe accha unhe dekha tha bimar hui aankhe bimaar hui aankhe dil ke huye do tukade, dil ke huye do tukade jab chaar hui aankhe, jab chaar hui aankhe