SONG: Abhi To Saji Hai Murado Ki Duniya - अभी तो सजी है मुरादों की दुनिया

Abhi To Saji Hai Murado Ki Duniya - अभी तो सजी है मुरादों की दुनिया

LYRICS:
abhi to saji hai murado ki duniya abhi to saji hai murado ki duniya abhi se ye duniya mitayenge kaise kahani adhuri hai aur raat baki chiraag-e-tamanna bujhayenge kaise abhi to saji hai umange jawa hai mohabbat jawa hai abhi jaan dene ki fursat kaha hai umange jawa hai mohabbat jawa hai abhi jaan dene ki fursat kaha hai baharo ke din hai baharo ki raate khiza ho gale se lagayenge kaise abhi to saji hai hasa kar rulana bana kar mitana kahi tujhko jalim na samjhe jamana hasa kar rulana bana kar mitana kahi tujhko jalim na samjhe jamana jo insaaf tera yahi hai to malik tere samne sar jhukayenge kaise abhi to saji hai murado ki duniya abhi se ye duniya mitayenge kaise abhi to saji hai