SONG: Abhi Kya Sunoge Suna To Hasoge Ki Hai Geet Adhura - अभी क्या सुनोगे सुना तो हँसोगे की है गीत अधूरा

Abhi Kya Sunoge Suna To Hasoge Ki Hai Geet Adhura - अभी क्या सुनोगे सुना तो हँसोगे की है गीत अधूरा

LYRICS:
abhi kya sunoge suna to hasoge ki hai geet adhura, tarana adhura ki hai geet adhura, tarana adhura jo tum chup rahoge jo kuch na kahoge rahega sada ye fasana adhura ki hai geet adhura, tarana adhura jamane se jo maine sikha nahi kuch bhi wo mere kaam ka sikha do jo tum meet mere mujhe nagma ek apne naam ka saje subhah, chehra khile sham ka abhi kya sunoge suna to hasoge ki hai geet adhura, tarana adhura ki hai geet adhura, tarana adhura karib aake bhi dur rahna tumhi jaano hai isme raz ka jo kuch hai to hai naj gum par karu dil par mai apne naz kya sada meri kya hai mera saj kya abhi kya sunoge suna to hasoge ki hai geet adhura, tarana adhura ki hai geet adhura, tarana adhura kisi ka no ho jis pe saya mujhe aise din aisi rat do mai manjil to khud dhundh lungi mere hatho me apna hath do kadam do kadam tum mera sath do abhi kya sunoge suna to hasoge ki hai geet adhura, tarana adhura ki hai geet adhura, tarana adhura