SONG: Abhi Aaye Nahi Dil Dhadakne Laga, Jab Aaye Sajanva To Kya Hoga - अभी आये नही दिल धड़कने लगा, जब आये सजनवा तो क्या होगा

Abhi Aaye Nahi Dil Dhadakne Laga, Jab Aaye Sajanva To Kya Hoga - अभी आये नही दिल धड़कने लगा, जब आये सजनवा तो क्या होगा

LYRICS:
abhi aaye nhi dil dhadakne laga jab aaye sajanva to kya hoga jab aaye sajanva to kya hoga abhi aaye nhi dil dhadakne laga aakha jhukh jayegi sash ruk jayegi aakha jhukh jayegi sash ruk jayegi or ham kya bataye ki kya hoga aji kya hoga abhi aaye nhi dil dhadakne laga mere neyano me sajan smaya jese pani me chanda ki chhaya muskuraye nhi or bhar aa gayi muskuraye sajanva to kya hoga raat tham jayegi bat ban jayegi or ham kya bataye ki kya hoga aji kya hoga abhi aaye nhi dil dhadakne laga mujhe agdhai rah rah ke aaye sise jesa badan tuta jaye pas aaye nhi dil machalne laga pas aaye sajanva to kya hoga aji kya hoga phool khil jayege neyan mil jayege or ham kya bataye ki kya hoga aji kya hoga abhi aaye nhi dil dhadakne laga jab aaye sajanva to kya hoga abhi aaye nhi dil dhadakne laga dil dhadakne laga dil dhadakne laga