SONG: Abhee Toh Mohabbat Kaa Aaghaj Hai - अभी तो मोहब्बत का आगाज़ है

Abhee Toh Mohabbat Kaa Aaghaj Hai - अभी तो मोहब्बत का आगाज़ है

LYRICS:
abhi toh mohabbat ka aaghaj hai abhi toh mohabbat ka aaghaj hai abhi toh mohabbat ka anjam hoga bada dilnashin tera andaz hai bada dilnashin tera andaz hai bada khubsurat tera naam hoga abhi toh mohabbat ka aaghaj hai yeh aankhe, yeh palke, yeh bindiya, yeh kajal yeh choodi, yeh kangna, yeh jhumke, yeh payal badi hi surili yeh aawaz hai badi hi surili yeh aawaz hai isse sun ke dil ko bhi aaram hoga abhi toh mohabbat ka aaghaj hai abhi toh mohabbat ka anjam hoga abhi toh mohabbat ka aaghaj hai yeh masti ada ki, yeh julfo ki khushbu yeh hontho ki lali, yeh baato ka jaadu diwaane sabhi tere mohtaz hai diwaane sabhi tere mohtaz hai koyi naa koyi tera gulfam hoga abhi toh mohabbat ka aaghaj hai abhi toh mohabbat ka anjam hoga bada dilnashin tera andaz hai bada khubsurat tera naam hoga abhi toh mohabbat ka aaghaj hai