SONG: Abb Yad Na Kar (Meena, Mukesh Version)

Abb Yad Na Kar (Meena, Mukesh Version)

LYRICS:
abb yad na kar bhul ja ae dil wo fasana wo pyar ki ghadiya wo mohabbat ka zamana abb yad na kar kyo yad tujhe aati hai biti huyi bate, too bhul ja tu bhul ja wo pyar ke din pyar ki rate abb tut chuka hai woh tera khwab suhana woh pyar ki ghadiya wo mohabbat ka zamana abb yad na kar ae jhumati lehrati hui mast hawao ae pyare najaro, rangin fizao, tum jake unhe aaj mera hal sunao tum jake unhe aaj mera hal sunao keh do ke mera dil hai tumhara hi diwana keh do ke mera dil hai tumhara hi diwana hai pyar ki ghadiya hai mohabbat ka zamana aati hain mere kano me ye kiski sadaye tum dil se khud hi puchh lo ham kyo ye bataye yad aane laga yad aane laga yad aane laga, phir mujhe woh bhula fasana wo pyar ki ghadiya wo mohabbat ka zamana wo pyar ki ghadiya, pyar ki ghadiya aa ja ke abb is dard bhare dil ko bhulaye armano ke gulashan me naye phul khilaye ham tere hain, dil tera hai yeh bhul na jana yeh bhul na jana ham tere hain, dil tera hai yeh bhul na jana bhul na jana, yeh bhul na jana