SONG: Abake Sawan Me Ji Kare - अब के सावन में जी करे

Abake Sawan Me Ji Kare - अब के सावन में जी करे

LYRICS:
abke saawan me ji kare rimjhim tan pe paani gire man me lage aag si abake saawan me ji kare rimjhim tan pe paani gire man me lage aag si ho aisa mausam pahale kabhi bhi aaya nahi aisa baadal ambar pe sajna chhaya nahi aisa mausam pahale kabhi bhi aaya nahi aisa baadal ambar pe sajna chhaya nahi ho ye suhaanaa samaa prem ki khoj me mauj me ho o o paagal premi banke phire rimjhim tan pe paani gire man me lage aag si aa tujhko aankho me basaa lun is raat me kajraa gajraa bah jaayegaa ri barsaat me aa tujhko aankho me basaa lun is raat me kajraa gajraa bah jaayegaa ri barsaat me ho hosh se kaam lo raam kaa naam lo thaam lo ho o o jaane bairan rut kyaa kare rimjhim tan pe paani gire man me lage aag si abke saawan me ji kare rimjhim tan pe paani gire man me lage aag si man me lage aag si man me lage aag si