SONG: Ab Ye Bata Jaye Kaha, Kismat Ke Thukraye Hue - अब ये बता जाये कहाँ, किस्मत के ठुकराये हुए

Ab Ye Bata Jaye Kaha, Kismat Ke Thukraye Hue - अब ये बता जाये कहाँ, किस्मत के ठुकराये हुए

LYRICS:
ab ye bata jaye kaha kismat ke thukraye huye gam se ghabraye huye jine se uskaye huye ab ye bata jaye kaha raasta anjan manzil ka pata kuchh bhi nahi apni raah me andhere ke siva kuchh bhi nahi gam ke hai ghanghor baadal dur tak chaye huye ab ye bata jaye kaha ye bata jaye kaha ab ye bata jaye kaha apne armano ka lutta karwa dekha kiye aashiya jalta raha hum bejuba dekha kiye chand aasu rah gaye palko pe tharraye huye ab ye bata jaye kaha ye bata jaye kaha ab ye bata jaye kaha kya yahi duniya hai ae duniya ke rakhwale bata kya yahi insaaf hai ae aasma wale bata ji rahe hai sekado jine se sharmaye huye ab ye bata jaye kaha ye bata jaye kaha ab ye bata jaye kaha ab ye bata jaye kaha kismat ke thukraye huye gam se ghabraye huye jine se uskaye huye ab ye bata jaye kaha