SONG: Ab Yaad Humein Kyun Aate Ho - अब याद हमे क्यों आते हो

Ab Yaad Humein Kyun Aate Ho - अब याद हमे क्यों आते हो

LYRICS:
yaad humein kyu aate ho ab yaad humein kyu aate ho ujad gai hai duniya ab to yaad humein kyu aate ho dil me ab wo zor kaha dil me ab wo zor kaha bekar humein tadpate ho yaad humein kyu aate ho ab yaad humein kyu aate ho hase hase ko rula gaye tum bane bane ko mita gaye tum hase hase ko rula gaye tum bane bane ko mita gaye tum ye geet purane ho gaye unko phir kyu gati ho yaad humein kyu aate ho ab yaad humein kyu aate ho dil ka khilona jan ke toda hum ko pagal bana ke choda dil ka khilona jan ke toda hum ko pagal bana ke choda ab jee kya bhara nahi haaye hume jalati ho yaad humein kyu aate ho ab yaad humein kyu aate ho