SONG: Ab Toh Nahin Duniya Me - अब तो नहीं दुनिया में

Ab Toh Nahin Duniya Me - अब तो नहीं दुनिया में

LYRICS:
ab to nahi dunya me kahi apna thikana, dushman hain jamana dushman hain jamana ab to nahi duniya me kahin apna thikana, dushman hain jamana dushman hain jamana ab kisse kahe kaun sune apna fasana, dushman hain jamana ab kisse kahe kaun sune apna fasana, dushman hain jamana mana ke ham ek tarah se lachar huye hain mana ke ham ek tarah se laachar huye hain sab kaam hamare liye dushvar huye hain sab kaam hamare liye dushvar huye hain lekin kabhi kadmo se dare hain na darenge lekin kabhi kadmo se dare hain na darenge sab kah ke rahenge gam jayenge takdir ke tiro ka nishana, dushman hain jamana ab to nahi duniya me kahin apna thikana, dushman hain jamana dushman hain jamana aaye gaye jab isime to royenge hasenge aaye gaye jab isime to royenge hasenge is pal ko jiyenge soyi huyi takdeer ko aata hai jagana dushman hain jamana ab to nahi duniya me kahin apna thikana, dushman hain jamana dushman hain jamana ab to nahi duniya me kahin apna thikana, dushman hain jamana dushman hain jamana