SONG: Ab To Bata De Avgun Mere - अब तों बता दे अवगुण मेरे

Ab To Bata De Avgun Mere - अब तों बता दे अवगुण मेरे

LYRICS:
bana sakte ho jab duniya hai kya mushkil bana dena meri ek bat chhoti si mere bhagvan bana dena ab to bata de avgun mere paanv pada hu shyam ab to bata de avgun mere paanv pada hu shyam lakh jatan kar ke bhi jag ke aa na saka mai kam ab to bata de avgun mere paanv pada hu shyam ho gaya suna ghar ka aangan tadap raha hai bhola bachpan miane apna dharam nibhaya phir bhi ye parinam paanv pada hu shyam ab to bata de avgun mere paanv pada hu shyam man to daya se tera bhara hai patthar ka to rup dhara hai tujhse dayalu hai agar koi tuhi bata vo naam paanv pada hu shyam ab to bata de avgun mere paanv pada hu shyam ab to bata de avgun mere paanv pada hu shyam ab to bata de shyam ab to bata de shyam ab to bata de shyam ab to bata de shyam