SONG: Ab Tere Siva Kaun Mera Krishna Kanhaiya - अब तेरे सिवा कौन मेरा कृष्ण कन्हैया

Ab Tere Siva Kaun Mera Krishna Kanhaiya - अब तेरे सिवा कौन मेरा कृष्ण कन्हैया

LYRICS:
ab tere siva ab tere siva kaun mera krishn kanhaiya bhagwan kinare se laga de meri naiya ab tere siva ab tere siva kaun mera krishan kanhaiya bhagwan kinare se laga de meri naiya ab tere siva ab meri khushi ki duniya babul ne cheen li mere sukho ki kaliya kismat ne bin li ab meri khushi ki duniya babul ne cheen li mere sukho ki kaliya kismat ne bin li ab tu bacha laaz meri bansi bajaiya bhagwan kinare se laga de meri naiya ab tere siva pooja nahi hai puri adhuri hai aarti pooja nahi hai puri adhuri hai aarti o sham salone tujhe meera pukarti o sham salone tujhe meera pukarti tujhe meera pukarti karti hai baar baar vo le le baliya karti hai baar baar vo le le baliya bhagwan bhagwan bhagwan kinare se laga de meri naiya ab tere siva ab tere siva ab tere siva kaun mera krishn kanhaiya bhagwan kinare se laga de meri naiya ab tere siva