SONG: Ab Suni Bhayi Re Atariya Humar

Ab Suni Bhayi Re Atariya Humar

LYRICS:
ab suni bhayi re atariya hamaar kaise jiyara ko aawe qaraar kaise jiyara ko aawe qaraar ab aahen bhare man paachhe hate hai kaisa ye neha se haar kaisa jiyara ko aawe qaraar ab suni bhayi re atariya hamaar kaise jiyara ko aawe qaraar taanon ki maar sahi boliyon ki maar sahi aaj khaayi maine birha ki maar taanon ki maar sahi boliyon ki maar sahi aaj khaayi maine birha ki maar pyaar ko bhi jeeta sansaar ko bhi jeeta maani maine manwa se haar kaise jiyara ko aaye qaraar ab suni bhayi re atariya hamaar kaise jiyara ko aawe qaraar maujen bhi ganga ki jholi mein soyen hain maujen bhi ganga ki jholi mein soyen hain lehre bhi sar patak ke roye hai garwa se tut gaye tut ke haay more garwa ke haar kaise jiyara ko aawe qaraar ab suni bhayi re atariya hamaar kaise jiyara ko aawe qaraar kaise jiyara ko aawe qaraar