SONG: Ab Se Pahale To Ye Dil Ki Haalat Na Thi - अब से पहले तो ये दिल की हालत ना थी

Ab Se Pahale To Ye Dil Ki Haalat Na Thi - अब से पहले तो ये दिल की हालत ना थी

LYRICS:
ab se pahle to ye dil ki halat na thi ab se pahle to ye dil ki halat na thi aaj kya ho gaya, aaj kya ho gaya aaj kya ho gaya, aaj kya ho gaya zindagi dusaro ki amanat na thi aaj kya ho gaya, aaj kya ho gaya ab se pahle to ye dil ki halat na thi ab se pahle to ye dil ki halat na thi aaj kya ho gaya, aaj kya ho gaya aaj kya ho gaya, aaj kya ho gaya koi dekhe hume, koi chahe hume, aur sarahe hume koi dekhe hume, koi chahe hume, aur sarahe hume ye tamanna ye khwahish ye hasrat na thi ye tamanna ye khwahish ye hasrat na thi aaj kya ho gaya, aaj kya ho gaya ab se pahle, pahle ab se pahle to ye dil ki halat na thi aaj kya ho gaya, aaj kya ho gaya aaj kya ho gaya, aaj kya ho gaya apne adaaz par naaz karte the hum humko apni kasam pne adaaz par naaz karte the hum humko apni kasam gair se baat karne ki fursat na thi gair se baat karne ki fursat na thi aaj kya ho gaya, aaj kya ho gaya ab se pahle, pahle ab se pahle to ye dil ki halat na thi aaj kya ho gaya, aaj kya ho gaya aaj kya ho gaya, aaj kya ho gaya