SONG: Ab Raat - I - अब रात - I

Ab Raat - I - अब रात - I

LYRICS:
chaand ki aankhen bhaari si hai raat andheri haari si hai chaand ki aankhen bhaari si hai raat andheri haari si hai maan bhi jaa thahar zara savera koi door hai kya bas ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai bas ab raat guzarne waali hai dard dard andhera zakhm si chandni dhul jaayegi dhoop mein sard haathon ka ghera shahar ki berukhi kho jaayegi…goonj mein parindo ki aazaney, gun-gunati rahh bhi, kheti hai aakey chum ke,bass ab raat guzarney wali hai,bass raat guzarney wali hai meri sunno too aankhen mundo, kudh mein hi dudhon naya ek nazariya khoof mein tumney chupa rakha hai apney bhetar noor ka dariya bahne do usey dho dega,deewar jo mann ki kaali hai ab raat guzarney wali hai ab raat guzarney wali hai ab raat guzarney wali hai bass raat guzarney wali hai