SONG: Ab Na Jagegi Ye Kismat So Chuki - अब ना जागेगी ये किस्मत सो चुकी

Ab Na Jagegi Ye Kismat So Chuki - अब ना जागेगी ये किस्मत सो चुकी

LYRICS:
ab na jagegi ye kismat so chuki ab na jagegi ye kismat so chuki aasma ki mehrbanai ho chuki hay ho chuki aasma ki mehrbani ho chuki hay ho chuki ab na jagegi ye kismat so chuki ek arsa dil ko bahlate rahe ek arsa dil ko bahlate rahe ye kahani bhi purani ho chuki ye kahani bhi purani ho chuki duniya kahti hain, bahar aane ko hain duniya kahti hain, bahar aane ko hain aane ko hain dil ye kahata hain javani ho chuki dil ye kahata hain javani ho chuki unko rahm na aaya mere haal par unko rahm na aaya mere haal par kitane aansu aankh me the ro chuki kitane aansu aankh me the ro chuki aasma ki meharbani ho chuki hay ho chuki aasma ki mehrbani ho chuki hay ho chuki ab na jagegi ye kismat so chuki