SONG: Ab Kisko Sunane Chali Tu Gham Ka Fasana - अब किसको सुनाने चली तू गम का फ़साना

Ab Kisko Sunane Chali Tu Gham Ka Fasana - अब किसको सुनाने चली तू गम का फ़साना

LYRICS:
ab kisko sunane chali tu gam ka fasana sunta hai bhala kiski ye bedard zamana ab kisko sunane chali tu gam ka fasana sunta hai bhala kiski ye bedard zamana rahne nahi pata koi ek hal pe kayam ek hal pe kayam hai kam is dunia ka garibo ko rulana ab kisko sunane chali tu gam ka fasana sunta hai bhala kiski ye bedard zamana gairo ko sunane se ye dukh aur badhega dukh aur badhega khamosh shikayat na juba par kabhi lana ab kisko sunane chali tu gam ka fasana sunta hai bhala kiski ye bedard zamana aaram tera chin ke aaram tera chin ke ab hasti hai dunia hasti hai dunia takdir me likha hai teri thokar khana ab kisko sunane chali tu gam ka fasana sunta hai bhala kiski ye bedard zamana hum dard jise tune kabhi samjha tha apna samjha tha apna hum dard jise tune kabhi samjha tha apna samjha tha apna afsane gum apno se jake sunana jake sunana afsane gum apno se jake sunana jake sunana ab kisko sunane chali tu gam ka fasana sunta hai bhala kiski ye bedard zamana