SONG: Ab Kaun Mera Sansar Me - अब कौन मेरा संसार मे

Ab Kaun Mera Sansar Me - अब कौन मेरा संसार मे

LYRICS:
ab kaun mera sansar me kaha chale kaha chale mere jeewan saathi chhod mujhe majhdaar me ab kaun mera sansar me ab kaun mera sansar me kehti hai mere maathe ki bindiya aayi hai tumko mithi si nindiya kehti hai mere maathe ki bindiya aayi hai tumko mithi si nindiya jaag utha ho pritam pyaare vinti hai aansu ki dhaar me ab kaun mera sansar me ab kaun mera sansar me bhul gayi kya tu var apna tut na jaaye mera sapna bhul gayi kya bhul gayi maa bhul gayi kya tu var apna tut na jaaye mera sapna meri jeewan jyot jala de meri sish pe sindoor laga de puchh rahi hu tujhse maa kya paayi kami mere pyaar me ab kaun mera sansar me ab kaun mera sansar me ab kaun mera sansar me kaha chale maa kaha chale mere jeewan saathi chhod mujhe majhdaar me ab kaun mera sansar me ab kaun mera sansar me