SONG: Ab Jo Bichde To - अब जो बिछड़े तो

Ab Jo Bichde To - अब जो बिछड़े तो

LYRICS:
ab jo bichhade to mile ya na mile kya maalum banke dariya ke kinaare hi rahe kya maalum ab jo bichhade to mile ya na mile kya maalum banke dariya ke kinaare hi rahe kya maalum aaj ki raat ke ye chaar pahar sath chale aaj ki raat ke ye chaar pahar sath chale fir kabhi sath chale ya na chale kya maalum ab jo bichhade to mile ya na mile kya maalum banke dariya ke kinaare hi rahe kya maalum paake bhi pa na sake khel ye kismat ka sahi paake bhi pa na sake khel ye kismat ka sahi kho ke bhi kho na sakenge ye tumhe kya maalum ab jo bichhade to mile ya na mile kya maalum banke dariya ke kinaare hi rahe kya maalum humne heere kob hi kaanch ka tukda samjha humne heere kob hi kaanch ka tukda samjha apni kismar pe roye ya na roye kya maalum ab jo bichhade to mile ya na mile kya maalum banke dariya ke kinaare hi rahe kya maalum