SONG: Ab Humko Bhula Do Kehte Hai

Ab Humko Bhula Do Kehte Hai

LYRICS:
ab hamko bhula do kahte hai kahte hai kahte the kabhi jo bhulana na bhulana na bhulana na wo apni najar se kahte hai ghar dil me kisi ke banana na bhulana na bhulana na tu shad raho aabad raho majburiyo ka ab jikar hi kya majburiyo ka ab jikar hi kya takdir hi bigdi jab apni phir tumse kare shikwa kaisa phir tumse kare shikwa kaisa ho shadi mubarak tumko meri barbadi ka gum khana na bhulana na bhulana na ab hamko bhula do kahte hai kahte the kabhi jo bhulana na jis roz mili thi tumse najar aayenge ye din thi kisko khabar wo geet khushi ke ha lab par armano ka matam hai idhar waha geet khushi ke hai lab par armano ka matam hai idhar aye dil tadapne de wo ho gaya jo tha hona na bhulana na bhulana na ab hamko bhula do kahte hai kahte the kabhi jo bhulana na na varsha hogi phulo ki phulo ki ya ashko ki aankho se lagi jhadi ya ashko ki aankho se lagi jhadi mana ke umange mana ke umange har lahza ya dushman ja ek ghadi ya dushman ja ek ek ghadi aye dard sambhalne de samjha aye hasrate dil tadpana na bhulana na bhulana na