SONG: Ab Gam Ko Bana Lenge Jine Ka Sahara - अब ग़म को बना लेंगे जीने का सहारा

Ab Gam Ko Bana Lenge Jine Ka Sahara - अब ग़म को बना लेंगे जीने का सहारा

LYRICS:
ab gham ko bana lenge jine ka sahara ab gham ko bana lenge jine ka sahara dil tut gaya chhut gaya, sath humara ab gham ko bana lenge jine ka sahara ab gham ko bana lenge hum dur chale jayenge duniya se tumhari hum dur chale jayenge duniya se tumhari rokega na ab koi bhi ye kasti humari chalti huyi laharo ko banaya hai kira ab gham ko bana lenge ummid rahegi na tab armaan rahenge ummid rahegi na tab armaan rahenge sapne bhi na aakr kabhi manmaan rahenge bhule hai naa bhulenge magar naam tumhara ab gham ko bana lenge jine ka sahara dil tut gaya chhut gaya sath humara ab gham ko bana lenge