SONG: Ab Aur Na Kuch Bhi Yaad Raha - अब और ना कुछ भी याद रहा

Ab Aur Na Kuch Bhi Yaad Raha - अब और ना कुछ भी याद रहा

LYRICS:
ab aur na kuch bhi yaad raha ab aur na kuch bhi yaad raha na apni jafa na teri wafa dil pyar me aisa dub gaya ab aur na kuch bhi yaad raha na apni jafa na teri wafa dil pyar me aisa dub gaya ab aur na kuch bhi yaad raha samne baitha bich chorahe najar na aaye samne baitha bich chorahe najar na aaye teri shikayat kon kare ja dekh li teri bhi ada ab aur na kuch bhi yaad raha na apni jafa na teri wafa dil pyar me aisa dub gaya ab aur na kuch bhi yaad raha bol chupega aur kaha raat ke chitwan chand ka darpan raat ke chitwan chand ka darpan lahro ki dhadkan bol chupega kaha har shay me sanam andaaz tera ab aur na kuch bhi yaad raha na apni jafa na teri wafa dil pyar me aisa dub gaya ab aur na kuch bhi yaad raha mujhko tamanna koi nahi teri mohabbat teri chahat meri daulat teri mohabbat teri chahat meri daulat mujhko tamanna koi nahi dil tere siwa sab bhul gaya ab aur na kuch bhi yaad raha na apni jafa na teri wafa dil pyar me aisa dub gaya ab aur na kuch bhi yaad raha