SONG: Aazad Hai Hum Aaj Se - आजाद है हम आज से जेलों के ताले तोड़ दो

Aazad Hai Hum Aaj Se - आजाद है हम आज से जेलों के ताले तोड़ दो

LYRICS:
aazad hai hum aaj se jelo ke tale tod do ab jao apne ghar ko angrejo bharat chhod do bharat chhod do bharat chhod do tutla tutla ke chhin li tumne chashmi shamsher kanun padkar pyar se phir pahna di janjir do sou baras se bhar gaya papo ka ghada fod do ab jao apne ghar ko angrejo bharat chhod do bharat chhod do bharat chhod do aazad hai hum aaj se jelo ke tale tod do ab jao apne ghar ko angrejo bharat chhod do bharat chhod do bharat chhod do mara hai deshbhakto ko tumne goli se bhun ke jaliya vale bag mein hai dag ab bhi khun ke jaliya vale bag mein hai dag ab bhi khun ke sari duniyan dhikkarti ab to muh ko mod lo ab jao apne ghar ko angrejo bharat chhod do bharat chhod do bharat chhod do aazad hai hum aaj se jelo ke tale tod do ab jao apne ghar ko angrejo bharat chhod do bharat chhod do bharat chhod do lekar majhab ka mamla tumne jhagda btha diya lekar majhab ka mamla tumne jhagda btha diya hindu aur muslmano ko aapas mein lada diya hindu aur muslmano ko aapas mein lada diya hum lad mare ya kuchh kare tum ghar hamara chhod do hum lad mare ya kuchh kare tum ghar hamara chhod do ab jao apne ghar ko angrejo bharat chhod do bharat chhod do bharat chhod do aazad hai hum aaj se jelo ke tale tod do ab jao apne ghar ko angrejo bharat chhod do bharat chhod do bharat chhod do