SONG: Aayiye Aayiye - आईये आईये

Aayiye Aayiye - आईये आईये

LYRICS:
husn hai shabab hai dil ki khuli kitab hai aayiye aayiye aayiye kahiye kya chahiye husn hau shabab hai masti bhari jawani ye dariya ek tufani hai dub ke is gahrai me dekh le kitna paani hai masti bhari jawani ye dariya ek tufani hai dub ke is gahrai me dekh le kitna paani hai aayiye aayiye aayiye kahiye kya chahiye husn hau shabab hai jannat hai ye mehuri har tamanna puri chal jaaye chahe chhuriya sham hai sinduri nasha hai anguri kaahe ki hai ye duriyaa aayiye aayiye aayiye kahiye kya chahiye husn hau shabab hai