SONG: Aayi Waade Bahaare Le Ke - आई वादे बहारे ले के

Aayi Waade Bahaare Le Ke - आई वादे बहारे ले के

LYRICS:
aayi waade bahaare leke darde jawaani allah allah kitane pyaare din aa gaye o o kitane pyaare din aa gaye aayi waade bahaare leke darde jawaani allah allah kitane pyaare din aa gaye o o kitane pyaare din aa gaye thandi thandi mast hawaa thandi thandi mast hawaa andaaz anokhe laayi hai andaaz anokhe laayi hai mausam ki rangeen ada kuch aur samajh me aayi hai kuch aur samajh me aayi hai mausam ki rangeen ada kuch aur samajh me aayi hai koyal baago me aake chhede dil ki kahaani allah allah kitane pyaare din aa gaye aa gaye kitane pyaare din aa gaye matwaala dil bhool chala matwaala dil bhul chala bachpan ki akeli raaho ko bachpan ki akeli raaho ko jhule ki ab dori bhi garmaane lagi hai baanho ko garmaane lagi hai baanho ko jhule ki ab dori bhi garmaane lagi hai baanho ko koi dil ka sahaara dhundhe ab jindagaani allah allah kitane pyaare din aa gaye aa gaye kitane pyaare din aa gaye duniya ka hai rang naya duniya ka hai rang naya har masti ka jaam liye har masti ka jaam liye har din hai ek aas liye har aas hai ek paigaam liye har aas hai ek paigaam liye har din hai ek aas liye har aas hai ek paigaam liye jaane kiski humaare dil pe ho meharbaani allah allah kitane pyaare din aa gaye aa gaye kitane pyaare din aa gaye aayi waade bahaare leke darde jawaani allah allah kitane pyaare din aa gaye o o kitane pyaare din aa gaye