SONG: Aayi Re Ghir Ghir Pehli Pehli Badariya - आई रे घिर घिर पेहली पेहली बादरिया

Aayi Re Ghir Ghir Pehli Pehli Badariya - आई रे घिर घिर पेहली पेहली बादरिया

LYRICS:
aayi re ghir ghir pahli pahli badariya aayi re ghir ghir pahli pahli badariya aaj sakhi jhuki jhuki kyu hai najariya aayi re ghir ghir pahli pahli badariya aayi re ghir ghir pahli pahli badariya aaj sakhi jhuki jhuki kyu hai najariya aayi re mangal manao ri dip jalao ri gori ko chadan ka tika lagao ri mangal manao ri dip jalao ri gori ko chadan ka tika lagao ri saj dhaj ke jhule pe baithi sahagan angana me chhup chhup ke dekhe sawariya aayi re ghir ghir pahli pahli badariya aayi re ghir ghir pahli pahli badariya aaj sakhi jhuki jhuki kyu hai najariya aayi re chun chun ke kaliya banao ri palna aane hi wala hai chota sa lalna chun chun ke kaliya banao ri palna aane hi wala hai chota sa lalna mil jul ke gori ki god bharao re mil jul ke gori ki god bharao re phulo se bhar do gulabi chunariya aayi re ghir ghir pahli pahli badariya aayi re ghir ghir pahli pahli badariya aaj sakhi jhuki jhuki kyu hai najariya aayi re