SONG: Aayi Pari Rang Bhari Kisne Pukara, Kisne Kiya Pyar Bhara Mast Ishara - आई परी रंग भरी किसने पुकारा, किसने किया प्यार भरा मस्त इशारा

Aayi Pari Rang Bhari Kisne Pukara, Kisne Kiya Pyar Bhara Mast Ishara - आई परी रंग भरी किसने पुकारा, किसने किया प्यार भरा मस्त इशारा

LYRICS:
aai pari rang bhari aai pari rang bhari kisne pukara kisne kiya pyar bhara mast ishara cham cham cham cham nache jiya mausam to lehro ke gaane laga jhum utha jahan aai pari rang bhari kisne pukara kisne kiya pyar bhara mast ishara le ke bhar aai hu mai dil ka karar lai hu mai tu mera mai teri o mere balam tu mera mai teri o mere balam dharti ke godi me aai hu mai leke mastiya aai pari rang bhari kis ne pukara kisne kiya pyar bhara mast ishara bansi ki dhun ne luta mujhe apni hi dil me dekha mujhe gaau re dolu re ho ke magan gaau re dolu re ho ke magan taaro ke mahalo se utri hu mai le ke bijliya aai pari aai pari rang bhari kis ne pukara kisne kiya pyar bhara mast ishara karna to yaad aaugi mai ye tan ko chand laungi mai aa idhar jhum kar tu hai mera dil aa idhar jhum kar tu hai mera dil shabnam ke moti luta dungi mai teri raaho me aai pari aai pari rang bhari kis ne pukara kisne kiya pyar bhara mast ishara cham cham cham cham nache jiya mausam to lahra ke gaane laga jhum utha jahan aai pari rang bhari kis ne pukara kisne kiya pyar bhara mast isara aai pari rang bhari kis ne pukara kisne kiya pyar bhara mast ishara