SONG: Aayi Mehakti Rat Dulhaniya - आयी महकती रात दुल्हनिया

Aayi Mehakti Rat Dulhaniya - आयी महकती रात दुल्हनिया

LYRICS:
aayi mahakti raat dulhaniya kah de dil ki baat dulhaniya o ab aayi mahakti raat kah de baat sham ki raah aayi dulhan karle tu shringar ha ha karle tu shringar sham ki raah aayi dulhan karle tu shringar ha ha karle tu shringar kal teri mang bharenge kal teri mang bharenge nache gaye sath arman ki baraat kah de dil ki baat aayi mahakti raat dulhaniya kah de dil ki baat dulhaniya o ab aayi mahakti raat kah de baat babul ki tu raajdulari babul ki tu raajdulari maa ke dil ka chain sakhiyo ki aankho ka tara sakhiyo ki aankho ka tara barse sabke nain nain barse sabke nain phulo ki barsat dulhaniya kahde dil ki baat aayi mahakti raat dulhaniya kah de dil ki baat dulhaniya o ab aayi mahakti raat kah de baat gola uthaye chanda suraj chamke ek ek saal ho gori chamke ek ek saal gola uthaye chanda suraj chamke ek ek saal ho gori chamke ek ek saal dekh suhagan bhul na jaiyo ho dekh suhagan bhul na jaiyo jake tu sasural piya hai tere sath dulhaniya kah de dil ki baat aayi mahakti raat dulhaniya kah de dil ki baat dulhaniya o ab aayi mahakti raat kahde baat