SONG: Aayi Jhoom Ke Jawani, Kahe Dil Ki Khani - आई झूम के जवानी,कहें दिल की कहानी

Aayi Jhoom Ke Jawani, Kahe Dil Ki Khani - आई झूम के जवानी,कहें दिल की कहानी

LYRICS:
aayi jhum ke jawani aayi jhum ke jawani kahe dil ki kahani suno suno ji suno suno ji sunau tumhe aankho ki jubani aayi jhum ke ho aayi jhum ke aayi jhum ke ho aayi jhum ke aayi jhum ke jawani kahe dil ki kahani suno suno ji suno suno ji sunau tumhe aankho ki jubani aayi jhum ke ho aayi jhum ke dekho aayi hai bahar naya naya hai nikhar dekho aayi hai bahar naya naya hai nikhar meri aankho me ho meri aankho me ab na karna tu inkar hogi hogi hogi teri meharbani aayi jhum ke ho aayi jhum ke aayi jhum ke jawani kahe dil ki kahani suno suno ji suno suno ji sunau tumhe aankho ki jubani aayi jhum ke ho aayi jhum ke sun lo yaro yaro ulfat hai janjal jo na jeb me tere mal ek rupaiya vo bhi chota yaro ulfat hai janjal jo na jeb me tere mal aankho me aankhe na dasl sar ke ud jayenge bal sar ke sar ke sar ke ud jayenge bal yad aayegi tujhko nani aayi jhum ke ho aayi jhum ke aayi jhum ke jawani kahe dil ki kahani suno suno ji suno suno ji sunau tumhe aankho ki jubani aayi jhum ke ho aayi jhum ke gore gal pe gore gal pe kala til khwabo bune mera dil gore gal pe kala til khwabo bune mera dil sine pe rakhe hai dil raja jaldi aake mil raja ho raja raja jaldi aake mil hai ye duniya hai aani jani aayi jhum ke ho aayi jhum ke aayi jhum ke ho aayi jhum ke aayi jhum ke jawani kahe dil ki kahani suno suno ji suno suno ji sunau tumhe aankho ki jubani aayi jhum ke ho aayi jhum ke kahna jo dil chahe, to kah do na amma darte hai kyu darte hai wo sun na paye hum to unse ishq nibhaye jo mere ghar tak chal ke aaye chahe langdi ho ya kani aayi jhum ke ho aayi jhum ke aayi jhum ke ho aayi jhum ke aayi jhum ke jawani kahe dil ki kahani suno suno ji suno suno ji sunau tumhe aankho ki jubani aayi jhum ke ho aayi jhum ke aayi jhum ke ho aayi jhum ke