SONG: Aayi Hu Dar Pe Tere Ban Ke Sawali (Part Ii) - आई हूँ दर पे तेरे बन के सवाली

Aayi Hu Dar Pe Tere Ban Ke Sawali (Part Ii) - आई हूँ दर पे तेरे बन के सवाली

LYRICS:
aai hu dar pe tere, ban ke sawaali garibon ke data garibon ke vaali garibon ke data garibon ke vaali aai hu dar pe tere, ban ke sawaali garibon ke data garibon ke vaali garibon ke data garibon ke vaali mushkil hain marna mushkil hai jina mushkil hain marna mushkil hai jina rehmat se apni dikha do madina kahte hain tumko rehmat-e-aali garibon ke data garibon ke vaali garibon ke data garibon ke vaali tere siva maula kisko pukaare tere siva maula kisko pukaare tujhse hain mere chaman ki bahaare mere chaman ke tum hi ho maali garibon ke data garibon ke vaali garibon ke data garibon ke vaali