SONG: Aayi Dulhan Badi Albeli Mahakati Chameli Nazar Na Lage Haye Kisi - आई दुल्हन बड़ी अलबेली महकती चमेली नज़र ना लगे हाय किसी

Aayi Dulhan Badi Albeli Mahakati Chameli Nazar Na Lage Haye Kisi - आई दुल्हन बड़ी अलबेली महकती चमेली नज़र ना लगे हाय किसी

LYRICS:
aayi dulhan badi albeli mahakati chameli nazar na lage haye kisi ki nazar na lage aayi dulhan badi albeli mahakati chameli nazar na lage kisi ki nazar na lage jeet ke aayi pyar piya ka dil se lagaye haar piya ka pyar piya ka, dekho haar jiya ka jeet ke aayi pyar piya ka dil se lagaye haar piya ka masi umange naach uthi hai rang na puchho uske jiya ka meri banno, meri banno gajab ki rangili najar sharmili, najar na lage haye kisi ki najar na lage chhod ke aayi din bachpan ke lekar aayi geet milan ke geet bachpan ke, gori geet milan ke chhod ke aayi din bachpan ke lekar aayi geet milan ke apne piya ki prem diwani vaari jaau ispe, meri laado meri laado badi hi sharmili do ankhiya rasili, najar na lage haye kisi ki najar na lage ghar ki badi hai, dil ki badi hai rog laga hai pyar bhari hai dil ki badi hai, dekho pyar bhari hai ghar ki badi hai, dil ki badi hai rog laga hai pyar bhari hai dekhte hi tan me aaye bahare ???? meri laado badi hi sharmili ye ankhiya rasili, najar na lage haye kisi ki najar na lage ha aayi dulhan badi albeli mahakati chameli nazar na lage haye kisi ki nazar na lage ha nazar na lage, ha nazar na lage haye kisi ki nazar na, nazar na lage inhe kisi ki nazar na lage