SONG: Aayi Bhoot Police - आई भूत पुलिस

Aayi Bhoot Police - आई भूत पुलिस

LYRICS:
aayi aayi aayi bhoot police go ho naino se naino ki ladai hai ladne do ismein kya burai hai naino se naino ki ladai hai ladne do ismein kya burai hai sab kuch main haara nashe ne maara aankhon mein teri jo main dooba dooba dooba dooba ishq-e-tabahi tauba hoo ishq-e-tabahi tauba jaan pe ban aayi tauba lut gaye re lut gaye tere pyar mein ho ishq-e-tabahi tauba na hai rihai tauba lut gaye re lut gaye tere pyar mein ho ishq-e-tabahi tauba ishq mera jaanlewa dil nahi jaan lega is mohabbat mein toh maza bhi hai saza bhi hai nazar meri ore karle baat pe gaur karle meri chahat mein toh wafa bhi hai daga bhi hai main kurbaan tujhpe yaqeen kar mujhpe ishq mein tere is kadar main dooba dooba dooba ishq-e-tabahi tauba ho dil mera jaanta hai baat yeh maanta hai ishq ki galiyon mein nafa bhi hai nuksan bhi hai ismein azadiyan bhi hai giraftariyan bhi ishq mushkil hai lekin yeh bada asaan bhi hai toofan mein na ja sahil pe aaja khamkha ishq ki gehrai mein kyu dooba dooba ishq-e-tabahi tauba haan ishq-e-tabahi tauba jaan pe ban aayi tauba lut gaye re lut gaye tere pyar mein ho ishq-e-tabahi tauba aayi aayi aayi bhoot police go!