SONG: Aayi Bahar Mere Aangana Me - आई बहार मेरे अँगना में

Aayi Bahar Mere Aangana Me - आई बहार मेरे अँगना में

LYRICS:
aayi bahar mere aayi bahar mere angana me aayi dolu mai ban phulo ki dhali aayi bahar mere aayi bahar mere angana me aayi dolu mai ban phulo ki dhali tan se man se rang chhute jaise chand kiran mukh se fute jaise chand kiran mukh se fute hoth ban gaye phulo ke bute hoth ban gaye phulo ke bute julf ho gayi ho julf ho gayi kuch aur kali aayi bahar mere aayi bahar mere angana me aayi dholu mai ban phulo ki dhali cham cham karti gungunati aise jhum chali dagmagati aise jhum chali dagmagati ju chale koi madhura ki mati ju chale koi madhura ki mati humse jaye nahi o humse jaye nahi chunari sambhale aayi bahar mere aayi bahar mere angana me aayi dolu mai ban phulo ki dhali dil ka armaa dil me jaga kya kahu mai jiya kase laga kya kahu mai jiya kase laga pas hai mere sapno ka raja paas hai mere sapno ka raja fir bhi raah taku mai o fir bhi raah taku mai naino ki rani aayi bahar mere aayi bahar mere angana me aayi dolu mai ban phulo ki dhali