SONG: Aayi Bahar Kiye Solah Singaar - आई बहार किये सोलहा सिंगार

Aayi Bahar Kiye Solah Singaar - आई बहार किये सोलहा सिंगार

LYRICS:
aayi bahar kiye solha singaar ho aayi bahar kiye solha singaar sakhi chamka umango ka taara ho sakhi chamka umango ka taara chamka umango ka taara ho sakhi chamka umango ka taara bagiya me chhayi umang hai aur phulo me pritam ka rang hai ho phulo me pritam ka rang hai bagiya me chhayi umang hai aur phulo me pritam ka rang hai ho phulo me pritam ka rang hai hontho me pyas liye milne ki aas lagaye dulhan ne ghunghat utara ho sakhi chamka umango ka taara chamka umango ka taara ho sakhi chamka umango ka taara aayi bahar kiye solha singaar sakhi chamka hai naino ka taara ho sakhi chamka hai naino ka taara chamka hai naino ka taara ho sakhi chamka hai naino ka taara mukhda gulab sa hai pyara jhule nanha sa raaj dulara o jhule nanha sa raaj dulara mukhda gulab sa hai pyara jhule nanha sa raaj dulara o jhule nanha sa raaj dulara maiya ki god bhari naino ko jyot mili jagmag hai aangan humara ho sakhi chamka hai naino ka taara chamka hai naino ka taara sakhi chamka hai naino ka taara aayi bahar kiye solha singaar sakhi chamka hai naino ka taara ho sakhi chamka hai naino ka taara chamka hai naino ka taara ho sakhi chamka hai naino ka taara