SONG: Aayi Aayi Ghadi Ye Suhani - आई आई घड़ी ये सुहानी

Aayi Aayi Ghadi Ye Suhani - आई आई घड़ी ये सुहानी

LYRICS:
aayi aayi ghadi ye suhani aayi aayi ghadi ye suhani gaya mera bachpan ab aayi jawani gaya mera bachpan ab aayi jawani aayi, aayi aayi aayi ghadi aayi aayi ghadi ye suhani aayi aayi ghadi ye suhani o o baago me jaau, phulo se khelu baago me jaau, phulo se khelu bulbulo ki sunu main kahani, aa bulbulo ki sunu main kahani aayi aayi ghadi aayi aayi ghadi ye suhani aayi aayi ghadi ye suhani dekhu to, dekhu to phul aur kali gaati hai kya ragini dekhu to, dekhu to phul aur kali gaati hai kya ragini duniya me kayam mohabbat rahegi duniya me kayam mohabbat rahegi baki hai jo kuch wo fani baki hai jo kuch wo fani aayi aayi ghadi aayi aayi ghadi ye suhani aayi aayi ghadi ye suhani gaya mera bachpan ab aayi jawani gaya mera bachpan ab aayi jawani aayi, aayi aayi aayi ghadi aayi aayi ghadi ye suhani aayi aayi ghadi ye suhani