SONG: Aayi Aaj Bida Ki Bela Ghadi Badi Gambhir - आई आज बिदा की बेला घड़ी बड़ी गंभीर

Aayi Aaj Bida Ki Bela Ghadi Badi Gambhir - आई आज बिदा की बेला घड़ी बड़ी गंभीर

LYRICS:
aayi aaj bida ki bela aayi aaj bida ki bela ghadi badi gambhir ran me veer chala danush khadag tumir kawach se saja hua hai sharir ran me veer chala kaisi kathin parisha leta tu bhi haye vidhata tadap rahi hai maa ki mamta aasu tapak na mata kunti dropadi dekh rahi hai kunti dropadi dekh rahi hai bhar aankho me neer ran me veer chala aayi aaj vida ki bela ghadi badi gambhir ran me veer chala pahnati hai har subhadhra vyatha kahi na jati hariday dhadakta hath kapte phati ja rahi chati laga rahi hai bida ka tika laga rahi hai bida ka tika apna kaleja chir ran me veer chala aayi aaj vida ki bela ghadi badi gambhir ran me veer chala bichad raha hai jivan sathi samay ki gati hai nyari pran piya se mil na saki re pran piya ki pyari bani aaj nirdosh uttra bani aaj nirdosh uttra karuna ki tasvir ran me veer chala aayi aaj vida ki bela ghadi badi gambhir ran me veer chala