SONG: Aayenge Sajana Aayenge More - आयेंगे साजना आयेंगे

Aayenge Sajana Aayenge More - आयेंगे साजना आयेंगे

LYRICS:
aayenge sajna aayenge more aayenge sajna aayenge sajna aayenge more aayenge sajna kano me gunje unki saaz kano me gunje unki saaz kaan me bajti hai din raat kaan me bajti hai din raat mithi mithi baansuri mitthi mithi baansuri ham nachenge khudenge gayenge ham nachenge khudenge gayenge aayenge sajna aayenge more aayenge sajna aayenge sajna aayenge more aayenge sajna mai unhe dekh muskaungi mai unhe dekh muskaungi vo mujhe dekh sharmayenge vo mujhe dekh sharmayenge fir se hogi nayi shuruvaat fir se hogi nayi shuruvaat apna khel rachayenge ham apna khel rachayenge aayenge sajna aayenge more aayenge sajna aayenge sajna aayenge more aayenge sajna